GuidePedia

0

Facebook Account se
App ko Kaise Remove
kare(qu k is se ap ki id 100% hack ho skti hai)
Step 1: Facebook
account me login karne
ke baad account ki
setting me jana hai fir
App ke section me jana
hai.
Direct App ke setting me ja
sakte hai
Step 2: Ab aapko Apps
ki puri list dikh jayegi.
isme se dekhe agar koi
aesa App hai jisko aap
use nahi karte ya fir
jiske bare me nahi
jaante usko remove
karde.
Remove karne ke liye
mouse uspar lejaye, fir
x ke icon par click kare.
Step 3: ab ek Popup
aayega.. usme remove
ki button par click kare.
is trha aap jitne bhi app
hai unko remove karde..
or agar koi aesa App bhi
hai jo farzi to nahi hai,
par aap unko bhi kya
kya permission dena
chate ho to uspar click
karke set kar sakte ho.
App ko jo bhi Permission
dena hai uspar tikh
rhane de.. or last me
Save ki bhutton par click
karde.
To Friends me aapse
bilkul khena chahuga ki
aap apne account me ek
baar Apps me ja kar
zarur check kare
ki kahi
koi aesa app to connect
nahi hai account me jiski
aapko koi zarurat nahi
hai ya dhoke se ho gaya
ho.
Jo Fake App hai wo
kaha se aa jate hai
Facebook Account
me?
ye sabal bhi aapke
dimag me aa sakta hai
to uska sidha sidha
jabab hai, Autoliker se.
koi bhi aesi site jo
dekhne me sahi nahi
lage to uske app ko
facebook se kabhi
connect nahi kare..
or
agar Majburi me karna
bhi pad raha ho to baad
me us apps ko account
se remove karde.. jese
upar bataya gaya hai.
Jab bhi kisi App ko
Facebook se connect
kare to usko kya kya
permision mil rahi hai
zarur ckeck karle.. Allow
karne ke phele.
Edit info par
click karke
check kar sakte hai
kya kya info lega
app hamare account
se.
Is Trha ki Hack se
bachne ka sirf ye tarika
hai ki jo Website achi
naa ho uske app ko
kabhi account se
connect na kare
⭐ ⭐ ⭐ ⭐
or agar
galti se ho bhi jata hai
to account ki setting
me ja kar apps ko
remove karde..

Post a Comment

Please provide your feed back.Thanks

 
Top